Dosti
— Munna Momin
Na daulat chahiye, na koi khaas mukaam chahiye, zindagi mein bas ek saccha yaar chahiye. Jo khushi mein hans sake, aur gham mein bina kahe samajh sake, aisa dost har kisi ko nahi milta, iske liye toh naseeb bhi khaas chahiye. ❤️”
Published 24 September 2026