Dosti - Yari - Friendship 🫂
— Munna Momin
Dost kam hain, par lajawab hain, Jo saath hain wahi mere khaas hain. Duniya chahe jitni bhi badal jaye, Mere yaar mere liye aaj bhi wahi nawab hain. 👑
Published 24 September 2026
— Munna Momin
Dost kam hain, par lajawab hain, Jo saath hain wahi mere khaas hain. Duniya chahe jitni bhi badal jaye, Mere yaar mere liye aaj bhi wahi nawab hain. 👑
Published 24 September 2026
Keep Reading
Matched by category, shared tags and author — never at random.
Dosti woh nahi jo har pal saath rahe, Dosti woh hai jo door rehkar bhi dil ke paas rahe. Waqt badle, log badle, zamana badal jaaye, par ek saccha dost kabhi apna andaaz nahi…
Munna Momin
Friendship
Dosti mein na koi matlab hota hai, Na koi hisaab hota hai. Bas ek dost hota hai, Jiske saamne dil kholne ke baad Kuch chhupane ka sawaal nahi hota.
Munna Momin
Friendship
Na paisa chahiye, na koi daulat chahiye, Bas zindagi mein tere jaisa yaar chahiye. Khushi mein toh sab saath dete hain, Mushkil waqt mein jo khada rahe, Bas wahi dost chahiye. 🤝
Munna Momin
Friendship
Kuch dost zindagi mein bas milte nahi, zindagi ko khoobsurat bana dete hain… Muskan, tu unhi doston mein se ek hai, jinke hone se har din thoda behtar lagta hai. ❤️”
Munna Momin
Friendship