Apni Raah
— Munna Momin
Ab kisi ke peeche chalna nahi, Apni raah khud banani hai, Jo saath chalna chahe chale, Warna tanha hi sahi, manzil toh paani hai.
Published 28 September 2026
— Munna Momin
Ab kisi ke peeche chalna nahi, Apni raah khud banani hai, Jo saath chalna chahe chale, Warna tanha hi sahi, manzil toh paani hai.
Published 28 September 2026
Keep Reading
Matched by category, shared tags and author — never at random.
Jahan dil ki qadr na ho, Wahan rukne ki wajah kya hai, Khamoshi se rukhsat ho jao, Kyunki har jagah apna hona zaroori nahi.
Munna Momin
Motivation
Sabr rakho, Har cheez ka waqt hota hai, Jo aaj tumse door hai, Kal wahi tumhari qadr samajh sakta hai.
Munna Momin
Motivation
Manzil kahin door nahi, bas raasta lamba hai, Mehnat ki koi chhutti nahi, bas aaram ki ghadi hai. Jo ruk gaya woh haarta hai, Jo chalta rehta hai, woh jeet jaata hai.
Sameer Momin
Motivation
Akele chalne se kabhi darrna nahi, Raaste aksar wahi khoobsurat hote hain, Jahan bheed kam aur sukoon zyada hota hai.
Munna Momin
Love