Khamoshi Ke Safar
— Sameer Momin
Khamoshi bhi ek zubaan hai, use padhne waala kam hai, Main apni dastaan sunata raha, sunne waala kam hai. Jo baat lafzon mein aa jaaye woh baat nahi rahti, Jo dard sehti hai seene mein, woh dard nahi rahta.
Published 05 September 2026